Sunday 3 March 2013

Kahna Na Tum Ye Kisi Se

Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Mai tera mai tera mai tera bas tera
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Mai teri mai teri mai teri bas teri
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se

Ik aag dil me lagi hai
Ho ik aag dil me lagi hai
Dil ka diya jaan di hai
Pyari bahut jindagi hai
Tu pyara tu pyara tu pyara hi jindagi se
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se

Karde agar tu isara
Karde agar tu isara
Marna hai mujhko gawara
Marna hai mujhko gawara
Chhoda jamana ye sara
Mai gujra mai gujra mai gujra teri gali se
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se

Palko ke upar bithalu
Ankho ke andar chhupa lu
Aa tujhko palko ke upar bithalu
Ankho ke andar chhupa lu
Aa tujhko tujhse chura lu
Aa tujhko tujhse chura lu
Daman daman daman chhuda kar sabhi se
kahna na tum ye khusi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Mai tera mai tera mai tera bas tera
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se.


Read more: http://www.lyricsbogie.com/movies/pati-patni-aur-tawaif-1990/kehna-na-tum-yeh-kisi-se.html#ixzz2MXdVxGe4

Wednesday 16 January 2013

Dil Ke Arman Ansuon Mein Beh Gaye Lyrics

 Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Hum wafa karke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye

Zindagi ek pyaas bankar reh gayi
Zindagi ek pyaas bankar reh gayi
Pyar ke kisse adhoore reh gaye
Pyar ke kisse adhoore reh gaye
Hum wafa karke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye

Shayad unka aakhri ho ye sitam
Shayad unka aakhri ho ye sitam
Har sitam ye soch kar hum seh gaye
Har sitam ye soch kar hum seh gaye
Hum wafa karke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye

Khudko bhi humne mita daala magar
Khudko bhi humne mita daala magar
Faasle jo darmiyan the reh gaye
Faasle jo darmiyan the reh gaye
Hum wafa karke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye

Dil Hai ke Manta Nahin Lyrics

Dil hai ke manta nahin - 2
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Oh, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Yeh beqaraari kyoon ho rahi hai
Yeh jaanta hi nahin
Ho, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Dil to yeh chaahe har pal tumhe hum
Bas yunhi dekha kare
Marke bhi hum na tumse judaa ho
Aao kuch aisa kare
Mujh mein sama jaa, aa paas aa jaa
Hamdam mere hamnasheen
Dil hai ke manta nahin - 2
Teri vafaaye, teri mohabbat
Sab kuch hai mere liye
Tune diya hai nazraana dil ko
Hum to hai tere liye
Yeh baat sach hai, sab jaante hai
Tumko bhi hai yeh yakeen
Dil hai ke manta nahin - 2
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Oh, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin

Mera Dil Bhi Kitna Paagal Hai Lyrics

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar Jo Tum Se Karta Hai - 2

Par Saamne Jab Tum Aate Ho, Kuch Bhi Kehne Se Darta Hai
O Mere Saajan, O Mere Saajan, Saajan Saajan, Mere Saajan

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai

Kitna Isko Samajhata Hu, Kitna Isko Behlata Hu -2
Naadaan Hai Kuch Na Samajhata Hai, Din Raat Ye Aahen Bharta Hai

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai

Har Pal Mujhko Tadpata Hai, Mujhe Saari Raat Jagata Hai -2
Is Baat Ki Tumko Khabar Nahi, Ye Sirf Tumhi Pe Marta Hai

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai

Musafir Jaane Wale Lyrics

mm mm mm mm mm........ - (2)
ho oh oh oh oh oh.......
musafir jane wale
(musafir jane wale, nahee phir aane wale
chalo ek dusre ko kare rab de hawale) - (2)

aah aa aa aah........ aa aa aah aa aa aah
aa aa aa aah........
hmm mm mm mm........oh oh oh oh ho ho....

badee mushkil se dil me apne -2, log basate hain kuchh sapne
yeh sapne shishe ke khilone, tutake bas lagte hai rone
dilo pe chha jate hai yeh badal kale kale
chalo ek dusre ko kare rab de hawale
musafir janewale, nahee phir aanewale
chalo ek dusre ko kare rab de hawale

aa aa aa aah...... aa aa aa aah....
o dariya de paniya, yeh mauja phir nahee aaniya - (2)
yad aayengee, o yad aayengee bas janewalo kee kahaniya
dariya de paniya, yeh mauja phir nahee aaniya
o dariya de paniya, yeh mauja phir nahee aaniya
oh aa aa aah...... aa ha ha aah aah........

naa jane kya chhut raha hai
oh, naa jane kya chhut raha hai
dil me bas kuchh tut raha hai
honto par nahee koyee kahanee
phir bhee aankh me aa gaya panee
nahee ham bhulane wale, nahee tum bhulane wale
chalo ek dusre ko kare rab de hawale
(musafir jane wale, nahee phir aane wale
chalo ek dusre ko kare rab de hawale) - (2)
oh oh oh oh aa aa aa..... aa aa aah
oh oh oh oh......

Mere Deewanepan Ki Bhi Dawa Nahi Lyrics

mere diwanepan ki bhi dawa nahi 
mere diwanepan ki bhi dawa nahi 
maine jane kya sun liya
tune to kuch kaha nahi
mere diwanepan ki bhi dawa nahi 
mere diwanepan ki bhi dawa nahi  

mai ye samjha mere dil ki 
koi hasarat nikal gayi 
mai ye samjha mere dil ki 
koi hasarat nikal gayi 
tune dekha mujhe aise 
ke tabiyat machal gayi 
warana tere sar ki kasam 
aadami mai bura nahi 
mere diwanepan ki 
bhi dawa nahi
mere diwanepan ki haye

beadab hu mai diwana  
kis kadar tu khafa huyi 
beadab hu mai diwana  
kis kadar tu khafa huyi 
chhu liya kyu badan tera 
toba kaise khata huyi
sari duniya me koi 
mere layak saja nahi 
mere diwanepan ki 
bhi dawa nahi
mere diwanepan ki 
bhi dawa nahi

chandani rat me jaise 
rukhe gul pe kiran padi 
chandani rat me jaise 
rukhe gul pe kiran padi 
besabab uthkar tere
mathe pe yu sikan padi 
mere mahabub ye teri 
berukhi hai ada nahi 
mere diwanepan ki 
bhi dawa nahi
mere diwanepan ki 
bhi dawa nahi

Itana To Yaad Hai Mujhe Lyrics

itana to yaad hai mujhe, o, itana to yaad hai mujhe haay
itana to yaad hai mujhe ke unase mulaaqaat hui
baad mein jaane kya huaa, na jaane kya baat hui

saare vafa ke karj apane chukaake
kisi se dil lagaake chala aayaa
najare milaake, nind apani ganvaake
kasak dil mein basaake chala aayaa
din to gujar jaayegaa, kya hoga jab raat hui
itana to yaad hai mujhe...

maare haya ke, main to aankhen jhukaake
jara daaman bachaake chali aayi
parda hataake unaki baaton mein aake
unhe suurat dikhaake chali aayi
kis se shiqaayat karuun, sharaarat mere saath hui
itana to yaad hai mujhe...

thi ik kahaani pahale ye jindagaani
tumhe dekha to jina mujhe aayaa
dilbar-o-jaani, sharm se paani paani
hui main bas pasina mujhe aayaa
aise main bhig gayi jaise ke barasaat hui
itana to yaad hai mujhe...